Popular Posts
-
koi baat teri na lage buri, samjhdari aisi hua kare tum raho mere, main teri, chahe kuch bhi hua kare Khidmat me tumhare, sukoon hai ek di...
-
Aye nizam-e-Jamhuri, hai tujhse shikayat Ye kaisi hukumat hai, ye kaisi siyasat Ye hindu, wo Muslim. Ye marathi, Ye bihari Deewarein...
-
Din ab bhi hota hai, aur raat hoti hai Per ab kahan, inme woh baat hoti hai Aql-O-dil ki kashmakash me, Sada hee Dil jeet jata ...
-
Aan hai meri, Hindustan Baan hai meri, Hindustan Shaan hai meri, Hindustan ...
-
سیاست Ghareebi,Bhukhmari,bimari aur jahalat Mulk ki kaisi bani huyi hai aaj haalat Bikta hai yahan sabkuch,deen-o-iman-o-adal bazar b...
-
Navratri nau raaton ka tyohar ye hai Khushiyon ki bahaar ye hai shradhdha ka khumar ye hai Krupa jisme aprampaar, ye hai aata ye k...
-
dusre se na koi ummeed rakho ab khud apna maseeha aap bano ab dar dar ker jeene ka waqt gaya ab lad lad ker jeene ka waqt aya ab ...
-
Wo Shaher utna bada nahin tha nafrat ka koi rang chadha nahin tha gali theen, sadkein theen, Theen Bazarein Her simat faili hua kart...
-
Ye marghat sabhi ko shaher lagta hai Yahan sach bolne me darr lagta hai Haq-o-Adal ki baat kerta hai wo Naye waqt se bekhabar lagata h...
Blog Archive
-
▼
2012
(31)
-
▼
November
(26)
-
▼
Nov 28
(24)
- Zindagi (ज़िंदगी )
- Maa (माँ )
- yaad (याद )
- Naya Zamana (नया ज़माना)
- Kya Hai (क्या है)
- Taat pe so gaya koi aaram se (टाट पे सो गया कोई आर...
- Doston ki dosti (दोस्तों की दोस्ती)
- Yaad (याद)
- Hukoomat (हकूमत)
- Zindagi (ज़िंदगी )
- Qanoon aur Haqeeqat (क़ानून और हक़ीक़त)
- Holi (होली )
- Malal Rehta hai (मलाल रहता है)
- Hindi Aur Urdu (हिन्दी और उर्दू)
- Nazdoor/Majboor (मज़दूर /मजबूर )
- Kyun Hai (क्यूँ है)
- Milte Hain (मिलते हैं.)
- Safar (सफ़र )
- Nizam-e-Jamhuri (निज़म-ए-जम्हूरी)
- Zindagi (ज़िन्दगी)
- Zindagi (जिंदगी )
- Naya Saal (नया साल)
- Hindustan (हिन्दुस्तान )
- Kab dur jahan se, andherea hoga (कब दूर जहाँ से, अ...
-
▼
Nov 28
(24)
-
▼
November
(26)
About Me
Mere Dost
Powered by Blogger.
Wednesday, November 28, 2012
Zindagi ek dariya hai, behta hai jata
Jo bhi aaya hai yahan, ek din hai jata
Main khada sahil pe, aaj bhi Muntazir hoon uska,
Ye nadaan kahan samjhata, gaya fir laut nahin aata
Ujad gayi yaaron ki mehfil, ye kya ho gaya
Mazaa ab kisi baat pe bhi kyun nahin aata
Kal ki hee to baat thee, sab maujood the yahin
Magar Ab iss mehfil me koi kyun nahin aata
Din ki to baat alag hai, kat jati hai masroofiyat me
Raat ko bhi magar, sukoon nahin aata
Kal jab maine dekha peeche to, sabhi the khush chehre
Haal ka ye aalam hai, khushi ka koi mauqa nahin aata
जिंदगी एक दरिया है, बहता है जाता
जो भि आया है यहाँ, एक दिन है जाता
में खड़ा साहिल पे, आज भी मुन्तज़िर हूँ उसका
ये नादान कहाँ समझता, गया फिर लौट नहीं आता
उजड़ गयी यारों कि महफिल, ये क्य हो गया
मजा अब किसी बात पे भी क्यूँ नहीं आता
कल की ही तो बात थीसब मौजूद थे यहीं
मगर इस महफिल में अब कोइ क्यूँ नहीं आता
दिन कि तो बात अलग है, कट जाती है मस्रूफियत में
रात को भी मगर सुकून नहीं आता
कल जब मैने देखा पीछे तो, सभी थे खुश चेहरे
हाल का ये अलम है, खुशी का कोई मौका नहीं आता
Subscribe to:
Post Comments (Atom)


1 comments:
bht khub kaha reyaz....
Post a Comment