Popular Posts
-
koi baat teri na lage buri, samjhdari aisi hua kare tum raho mere, main teri, chahe kuch bhi hua kare Khidmat me tumhare, sukoon hai ek di...
-
Aye nizam-e-Jamhuri, hai tujhse shikayat Ye kaisi hukumat hai, ye kaisi siyasat Ye hindu, wo Muslim. Ye marathi, Ye bihari Deewarein...
-
Din ab bhi hota hai, aur raat hoti hai Per ab kahan, inme woh baat hoti hai Aql-O-dil ki kashmakash me, Sada hee Dil jeet jata ...
-
Aan hai meri, Hindustan Baan hai meri, Hindustan Shaan hai meri, Hindustan ...
-
سیاست Ghareebi,Bhukhmari,bimari aur jahalat Mulk ki kaisi bani huyi hai aaj haalat Bikta hai yahan sabkuch,deen-o-iman-o-adal bazar b...
-
Navratri nau raaton ka tyohar ye hai Khushiyon ki bahaar ye hai shradhdha ka khumar ye hai Krupa jisme aprampaar, ye hai aata ye k...
-
dusre se na koi ummeed rakho ab khud apna maseeha aap bano ab dar dar ker jeene ka waqt gaya ab lad lad ker jeene ka waqt aya ab ...
-
Wo Shaher utna bada nahin tha nafrat ka koi rang chadha nahin tha gali theen, sadkein theen, Theen Bazarein Her simat faili hua kart...
-
Ye marghat sabhi ko shaher lagta hai Yahan sach bolne me darr lagta hai Haq-o-Adal ki baat kerta hai wo Naye waqt se bekhabar lagata h...
Blog Archive
-
▼
2012
(31)
-
▼
November
(26)
-
▼
Nov 28
(24)
- Zindagi (ज़िंदगी )
- Maa (माँ )
- yaad (याद )
- Naya Zamana (नया ज़माना)
- Kya Hai (क्या है)
- Taat pe so gaya koi aaram se (टाट पे सो गया कोई आर...
- Doston ki dosti (दोस्तों की दोस्ती)
- Yaad (याद)
- Hukoomat (हकूमत)
- Zindagi (ज़िंदगी )
- Qanoon aur Haqeeqat (क़ानून और हक़ीक़त)
- Holi (होली )
- Malal Rehta hai (मलाल रहता है)
- Hindi Aur Urdu (हिन्दी और उर्दू)
- Nazdoor/Majboor (मज़दूर /मजबूर )
- Kyun Hai (क्यूँ है)
- Milte Hain (मिलते हैं.)
- Safar (सफ़र )
- Nizam-e-Jamhuri (निज़म-ए-जम्हूरी)
- Zindagi (ज़िन्दगी)
- Zindagi (जिंदगी )
- Naya Saal (नया साल)
- Hindustan (हिन्दुस्तान )
- Kab dur jahan se, andherea hoga (कब दूर जहाँ से, अ...
-
▼
Nov 28
(24)
-
▼
November
(26)
About Me
Mere Dost
Powered by Blogger.
Wednesday, November 28, 2012
kya pata kis ki muntazir hai, Ye zindagi
kya chahiye ise, isse bekhabar hai,
ye zindagi
Usski ek jhalak ko ab tak tadapta hoon
ab to uski bas ek nazar hai, ye zindagi
Marne ke baad hee milegi mujhe, meri
manzil
Chal raha hoon ke, Ek safar hai, ye
zindagi
wo bhi leta ha jane kaise kaise imtehaan
kabhi khushi ka aanchal kabhi Qahar
hai, ye zindagi
Mat ro ke aaj parishan hai tu aaj duniya
se..
Ek peher nahin, charon peher hai, ye
zindagi
Rukti nahin zindagi, Chahe ho koi bhi
maqaam
her dam jawan, samander ki leher hai,
ye zindagi
क्या पता किस की मुंतज़ीर है, ये ज़िंदगी
क्या चाहिए इसे, इससे बेख़बर है, ये ज़िंदगी
उसस्की एक झलक को अब तक तड़प्ता हूँ
अब तो उसकी बस एक नज़र है, ये ज़िंदगी
मरने के बाद ही मिलेगी मुझे, मेरी मंज़िल
चल रहा हूँ के, एक सफ़र है, ये ज़िंदगी
वो भी लेता हा जाने कैसे कैसे इंतेहाँ
कभी खुशी का आँचल कभी क़हर है, ये ज़िंदगी
मत रो के आज परिशन है तू आज दुनिया से..
एक पहेर नहीं, चारों पहेर है, ये ज़िंदगी
रुकती नहीं ज़िंदगी, चाहे हो कोई भी मक़ाम
हर दम जवान, समंदर की लेहर है, ये ज़िंदगी
Subscribe to:
Post Comments (Atom)


0 comments:
Post a Comment