Popular Posts
-
koi baat teri na lage buri, samjhdari aisi hua kare tum raho mere, main teri, chahe kuch bhi hua kare Khidmat me tumhare, sukoon hai ek di...
-
Aye nizam-e-Jamhuri, hai tujhse shikayat Ye kaisi hukumat hai, ye kaisi siyasat Ye hindu, wo Muslim. Ye marathi, Ye bihari Deewarein...
-
Din ab bhi hota hai, aur raat hoti hai Per ab kahan, inme woh baat hoti hai Aql-O-dil ki kashmakash me, Sada hee Dil jeet jata ...
-
Aan hai meri, Hindustan Baan hai meri, Hindustan Shaan hai meri, Hindustan ...
-
سیاست Ghareebi,Bhukhmari,bimari aur jahalat Mulk ki kaisi bani huyi hai aaj haalat Bikta hai yahan sabkuch,deen-o-iman-o-adal bazar b...
-
Navratri nau raaton ka tyohar ye hai Khushiyon ki bahaar ye hai shradhdha ka khumar ye hai Krupa jisme aprampaar, ye hai aata ye k...
-
dusre se na koi ummeed rakho ab khud apna maseeha aap bano ab dar dar ker jeene ka waqt gaya ab lad lad ker jeene ka waqt aya ab ...
-
Wo Shaher utna bada nahin tha nafrat ka koi rang chadha nahin tha gali theen, sadkein theen, Theen Bazarein Her simat faili hua kart...
-
Ye marghat sabhi ko shaher lagta hai Yahan sach bolne me darr lagta hai Haq-o-Adal ki baat kerta hai wo Naye waqt se bekhabar lagata h...
Blog Archive
-
▼
2012
(31)
-
▼
November
(26)
-
▼
Nov 28
(24)
- Zindagi (ज़िंदगी )
- Maa (माँ )
- yaad (याद )
- Naya Zamana (नया ज़माना)
- Kya Hai (क्या है)
- Taat pe so gaya koi aaram se (टाट पे सो गया कोई आर...
- Doston ki dosti (दोस्तों की दोस्ती)
- Yaad (याद)
- Hukoomat (हकूमत)
- Zindagi (ज़िंदगी )
- Qanoon aur Haqeeqat (क़ानून और हक़ीक़त)
- Holi (होली )
- Malal Rehta hai (मलाल रहता है)
- Hindi Aur Urdu (हिन्दी और उर्दू)
- Nazdoor/Majboor (मज़दूर /मजबूर )
- Kyun Hai (क्यूँ है)
- Milte Hain (मिलते हैं.)
- Safar (सफ़र )
- Nizam-e-Jamhuri (निज़म-ए-जम्हूरी)
- Zindagi (ज़िन्दगी)
- Zindagi (जिंदगी )
- Naya Saal (नया साल)
- Hindustan (हिन्दुस्तान )
- Kab dur jahan se, andherea hoga (कब दूर जहाँ से, अ...
-
▼
Nov 28
(24)
-
▼
November
(26)
About Me
Mere Dost
Powered by Blogger.
Wednesday, November 28, 2012
Farmaan ye mujhe, hargiz nahin manzoor hai
Roti huyi mehangi aur saste huye mazdoor hai
Karkhanon ki roshni hai Mazddoron ke dum se,
Fir Mazdoor ka ghar hee rehta be noor hai..
Sarmayadaron ke sahabzade padhte hain wilayat
Mazdoor ka bachcha, banta kyun mazdoor hai..
Azadi ka matlab to tha, sabka barabari ka haq
ye azadi, Shayad abhi bahot door hai
Sab ek ho jao, waqt ka yahi paighaam hai
jab huye hum ek, kamyabi mili zaroor hai
Jin hathon se tune, loha tak ko pighlaya
Khol do wo hath, soch na tu majboor hai
फरमान ये मुझे, हरगिज़ नहीं मंज़ूर है
रोटी हुई महँगी और सस्ते हुए मज़दूर है
कारखानों की रोशनी है मज़दूरों के दम से,
फिर मज़दूर का घर ही रहता बे नूर है..
सरमयादारों के साहबज़ादे पढ़ते हैं विलायत
मज़दूर का बच्चा, बनता क्यूँ मज़दूर है..
आज़ादी का मतलब तो था, सबका बराबरी का हक़
ये आज़ादी, शायद अभी बहोट डोर है
सब एक हो जाओ, वक़्त का यही पैग़ाम है
जब हुए हम एक, कामयाबी मिली ज़रूर है
जिन हाथों से तूने, लोहा तक को पिघलाया
खोल दो वो हाथ, सोच ना तू मजबूर है
Subscribe to:
Post Comments (Atom)


0 comments:
Post a Comment