Popular Posts
-
koi baat teri na lage buri, samjhdari aisi hua kare tum raho mere, main teri, chahe kuch bhi hua kare Khidmat me tumhare, sukoon hai ek di...
-
Aye nizam-e-Jamhuri, hai tujhse shikayat Ye kaisi hukumat hai, ye kaisi siyasat Ye hindu, wo Muslim. Ye marathi, Ye bihari Deewarein...
-
Din ab bhi hota hai, aur raat hoti hai Per ab kahan, inme woh baat hoti hai Aql-O-dil ki kashmakash me, Sada hee Dil jeet jata ...
-
Aan hai meri, Hindustan Baan hai meri, Hindustan Shaan hai meri, Hindustan ...
-
سیاست Ghareebi,Bhukhmari,bimari aur jahalat Mulk ki kaisi bani huyi hai aaj haalat Bikta hai yahan sabkuch,deen-o-iman-o-adal bazar b...
-
Navratri nau raaton ka tyohar ye hai Khushiyon ki bahaar ye hai shradhdha ka khumar ye hai Krupa jisme aprampaar, ye hai aata ye k...
-
dusre se na koi ummeed rakho ab khud apna maseeha aap bano ab dar dar ker jeene ka waqt gaya ab lad lad ker jeene ka waqt aya ab ...
-
Wo Shaher utna bada nahin tha nafrat ka koi rang chadha nahin tha gali theen, sadkein theen, Theen Bazarein Her simat faili hua kart...
-
Ye marghat sabhi ko shaher lagta hai Yahan sach bolne me darr lagta hai Haq-o-Adal ki baat kerta hai wo Naye waqt se bekhabar lagata h...
Blog Archive
-
▼
2012
(31)
-
▼
November
(26)
-
▼
Nov 28
(24)
- Zindagi (ज़िंदगी )
- Maa (माँ )
- yaad (याद )
- Naya Zamana (नया ज़माना)
- Kya Hai (क्या है)
- Taat pe so gaya koi aaram se (टाट पे सो गया कोई आर...
- Doston ki dosti (दोस्तों की दोस्ती)
- Yaad (याद)
- Hukoomat (हकूमत)
- Zindagi (ज़िंदगी )
- Qanoon aur Haqeeqat (क़ानून और हक़ीक़त)
- Holi (होली )
- Malal Rehta hai (मलाल रहता है)
- Hindi Aur Urdu (हिन्दी और उर्दू)
- Nazdoor/Majboor (मज़दूर /मजबूर )
- Kyun Hai (क्यूँ है)
- Milte Hain (मिलते हैं.)
- Safar (सफ़र )
- Nizam-e-Jamhuri (निज़म-ए-जम्हूरी)
- Zindagi (ज़िन्दगी)
- Zindagi (जिंदगी )
- Naya Saal (नया साल)
- Hindustan (हिन्दुस्तान )
- Kab dur jahan se, andherea hoga (कब दूर जहाँ से, अ...
-
▼
Nov 28
(24)
-
▼
November
(26)
About Me
Mere Dost
Powered by Blogger.
Wednesday, November 28, 2012
Musafir! Safar ki dushwariyon se darta
kyun hai
Jab Zinda hai to fir yun her pal merta kyun hai.
Jab Zinda hai to fir yun her pal merta kyun hai.
Ye zindagi ka safar to hai masalsal chalne ka
Rahi tu her mod pe fir Thaharta kyun hai...
Hijr-o-Wasl to laga hee rehta hai safar me
chhut gayi jo rah, gham me uske merta kyun hai..
Nayi rahein milengi ek tere hee qadam badhane se
Haathon ke laqeeron pe yaqeen kerta kyun hai..
Jo mil gaya wo tera hai, jo na mila wo tera tha hee kab
Bekar ki baaton se aankhein bharta kyun hai..
मुसाफिर! सफ़र की दुश्वरियों से डरता क्यूँ है
जब ज़िंदा है तो फिर यूँ हेर पल मरता क्यूँ है.
ये ज़िंदगी का सफ़र तो है मसलसल चलने का
रही तू हेर मोड़ पे फिर ठहरता क्यूँ है...
हिजर-ओ-वस्ल तो लगा ही रहता है सफ़र मे
छूट गयी जो रह, गम मे उसके मरता क्यूँ है..
नयी रहें मिलेंगी एक तेरे ही क़दम बढ़ने से
हाथों के लक़ीरों पे यक़ीन करता क्यूँ है..
जो मिल गया वो तेरा है, जो ना मिला वो तेरा था ही कब
बेकार की बातों से आँखें भरता क्यूँ है..
जब ज़िंदा है तो फिर यूँ हेर पल मरता क्यूँ है.
ये ज़िंदगी का सफ़र तो है मसलसल चलने का
रही तू हेर मोड़ पे फिर ठहरता क्यूँ है...
हिजर-ओ-वस्ल तो लगा ही रहता है सफ़र मे
छूट गयी जो रह, गम मे उसके मरता क्यूँ है..
नयी रहें मिलेंगी एक तेरे ही क़दम बढ़ने से
हाथों के लक़ीरों पे यक़ीन करता क्यूँ है..
जो मिल गया वो तेरा है, जो ना मिला वो तेरा था ही कब
बेकार की बातों से आँखें भरता क्यूँ है..
Subscribe to:
Post Comments (Atom)


0 comments:
Post a Comment