Popular Posts

Blog Archive

Mere Dost

Powered By Blogger
Powered by Blogger.
Wednesday, November 28, 2012

saramayadaaron ka haathon me hai ab hukaumat
na jane kahan ja chupi hai jamhurat

Paison se badalte hain, yahan adalat ke faisle
Aannkhon ki paati, utar chuki hai, qanoon ki moorat

Ye mohalla tha pehle, ghareebon ka basera
aaj hai yaahan ek factory ki mahoorat

Ghareebon ki ghareebi to badhtee hai gayee hai,
Aise faislon ki kya hai zaroorat,

Waade to bahot kiye the nizaam-e-jamhoor ne
Is saath saalon me bas bigdi hai soorat
 
सरमयादारों का हाथों मे है अब हकूमत
ना जाने कहाँ जा छुपी है जम्हुरत

पैसों से बदलते हैं, यहाँ अदालत के फ़ैसले
आँखों की पट्टी, उतार चुकी है, क़ानून की मूरत

ये मोहल्ला था पहले, ग़रीबों का बसेरा
आज है यहाँ एक फॅक्टरी की महूरत

ग़रीबों की ग़रीबी तो बढ़ती है गयी है,
ऐसे फ़ैसलों की क्या है ज़रूरत,

वादे तो बहोत किए थे निज़ाम-ए-जम्हूर ने
इस साठ सालों मे बस बिगड़ी है सूरत 

0 comments: