Popular Posts

Blog Archive

Mere Dost

Powered By Blogger
Powered by Blogger.
Wednesday, November 28, 2012
 
Taat pe so gaya koi aaram se
Makhmel pe bhi mujhe, neend ki surat nazar nahin aayi

Kehte hain bahot khubsoorat hai uska shaher
Bagair uske mujhe wo raunaq nazar nahin aayi

Chalta ja jab talak hai tu safar mein
Reyaz ab talak teri manzil nazar nahin aayi
 
टाट पे सो गया कोई आराम से
मख्म्ल पे भी मुझे, नींद की सूरत नज़र नहीं आई

कहते हैं बहोट खूबसूरत है उसका शहर
बगैर उसके मुझे वो रौनक़ नज़र नहीं आई

चलता जा जब तलक है तू सफ़र में
रेयाज़ अब तलक तेरी मंज़िल नज़र नहीं आई 

0 comments: